Shah Rukh Khan is considered to be the King of romance, and with good reason. He’s been part of 80+ movies, and a majority of them are romantic movies. The actor plays the role of a man in love flawlessly, or actually, any role for that matter. An actor who truly puts his heart and soul into whatever he does. In fact, an actor who actually puts more of his heart, than his soul, into his films. Here’s a look at the most romantic Shah Rukh Khan dialogues:
“Sacchi mohabbat zindagi mein sirf ek baar hoti hai, aur jab hoti hai, toh koi bhagwaan ya khuda use nakamyab nahi hone deta”
– Veer-Zaara
“Sachchi mohabbat ko pehchanne ke liye aakhon ki nahi, dil ki zaroorat hoti hai”
– Darr
“Sabse zyaada pasand mujhe ye doori hai, kyun ki agar ye doori na ho, toh tumhare kareeb aane ka bahana na mile”
– Dil Se
“Prem ek ghaav hai, joh na jeene deti hai, aur na marne deti hai”
– Asoka
“Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai, ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai”
– Om Shaanti Om
“Main tumse maafi maangne ka haq to kho chuka hoon, par tumhe dua dene ka haq nahi khona chahta”
– Kabhi Alvida Naa Kehna
“Teri aankhon ki namkeen mastiyaan, Teri hansi ki beparwah gustaakhiyaan, Teri zulfon ki lehraati angdaaiyaan, Nahin bhoolunga main, Jab tak hai jaan, Jab tak hai jaan”
– Jab Tak Hai Jaan
“Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai, har mod aasan nahi hota, har mod par khushi nahi milti…. Par jab hum zindagi ka saath nahi chodte to hum mohabbat ka saath kyon chhode”
– Mohabbatein
“Mujhe chahiye ek aisi ladki, jise dekhte hi dil ki har aarzoo, saare khwaab, saare rang zinda ho jaaye. Abhi aisa hua nahin hai, lekin ab aisa lagta hai jaise koi andekha anjaana chehera, baadalon mein se pukaar raha hai. Pata nahin yeh baadal kab hatenge, aur kab woh pukaarne waali saamne aayegi”
– Dil Waale Dulhaniya Le Jaayenge
“Pyaar toh bohat log karte hain, lekin mere jaisa pyaar koi nahi kar sakta, kyunki kisi ke paas, tum jo nahi ho”
– Kal Ho Na Ho